Dard
Phul ko sabhi chute hai par……..
Kanto ko chuta hai koi koi…………
Pyaar to sabhi karte hai par……….
Pyaar ko pata hai koi koi…………
Dard to sabhi sehan karte hai par………
Dard ka maza leta hai koi koi…………
Jhagda to sabhi karte hai par…….
Jhagda suljhata hai koi koi……..
Aur………
E-Ashk e dastan teri mohobbat me,main sirf itna kehna chahta hu ki………
Ashk to sabhi bahate hai par
Ashko ko pita hai koi koi……….
Read More Shayari Here
Posted under Shayari
This post was written by Shayari on June 24, 2009
